Blogger me Puch bell notification kaise lagaye . ?

Blogger me Puch bell notification kaise lagaye , Puch bell notification lagane ke kya fayede hai, dosto agar aap bhi ek blogger hai, to ye post aap ke liye kafi helpful hone wali hai me batau ga ki aap kaise Puch bell notification ko lga shakte hai apne blog me , badi hi ashani Se.

WhatsApp Group Join Now
Puch bell notification

  •  Puch bell notification ke fayede.

Puch bell notification Ka ye fayada hai, jaise agar hamari site par, par day 500 visitors aate hai, our oun me se agar 50 visitors ne bhi bell notification ko on Kar liye to jaise hi hum post. Public karege to oun logo ke pass notification Jayega, our post par jaldi hi visitors aane lagege.

  • Puch bell notification kaise lagaye 

Sabse pehle aap ko Puch notification ki websites ko open karna hai,  Puch notification website open Karne ke bad aap k samne Kuch is Tarah Ka interface aaye ga.

ऑनलाइन सुझाव, ऑनलाइन


Ab aap ko start for free ya sign up par click karna hai.

Ab is me aap kisi Se bhi sign in ho Jaye.


Sign in hone ke bad aap ke samne Kuch  is Tarah Ka interface Hoga, New App/website par click Karo.
New app /website par click Karne ke bad app ke samne website Ka name dalna hai, and web Puch ko select Kar Next Karo.
Ab app ko second option ko select karna hai, and agar app KI website blog par hai to blog ko select kare, me blogger Ka bata Raha Hu, our niche app ko website name, site URL  bharna hai our niche click kare, & sabse and me save Ka option Hoga ous par click kare.
 ab app ke samne Html code aayeg ous ko copy Kar blog ya blog me sidewar me add a gadget Karo our Html java script ko add Karo our code paste Kar do .
Is Tarah we app Puch bell notification ko Apni site par laga shakte hai, aaj ki post me bas itna hi.


Leave a Comment